नात सरकार की पढ़ता हूँ मैं
नात सरकार की पढ़ता हूँ मैं लिरिक्स इन हिंदी एंड इंग्लिश
Hindi Lyrics
18pxनात सरकार की पढ़ता हूँ मैं
बस इसी बात से घर में मेरे रहमत होगी
एक तेरा नाम वसीला है मेरा
रंजो-ग़म में भी इसी नाम से राहत होगी
नात सरकार की पढ़ता हूँ मैं
बस इसी बात से घर में मेरे रहमत होगी
ये सुना है कि बहुत गहरी अंधेरी होगी
पर क़ब्र का ख़ौफ़ न रखना ऐ दिल
वहाँ सरकार के चेहरे की ज़ियारत होगी
क़ब्र का ख़ौफ़ न रखना ऐ दिल
वहाँ सरकार के चेहरे की ज़ियारत होगी
अरे हश्र का दिन भी अजब देखने वाला होगा
ज़ुल्फ़ लहरा के वो जब आयेंगे
फिर क़यामत पे भी ख़ुद एक क़यामत होगी
ज़ुल्फ़ लहरा के वो जब आयेंगे
फिर क़यामत पे भी ख़ुद एक क़यामत होगी
नात सरकार की पढ़ता हूँ मैं
बस इसी बात से घर में मेरे रहमत होगी
उनको मुख़्तार बनाया है मेरे अल्लाह ने
ख़ुल्द में बस वही जा सकता है
जिसको हसनैन के बाबा की इजाज़त होगी
ख़ुल्द में बस वही जा सकता है
जिसको हसनैन के बाबा की इजाज़त होगी
एक तेरा नाम वसीला है मेरा
रंजो-ग़म में भी इसी नाम से राहत होगी
कभी यासीन, कभी ताहा, कभी वलैल आया
जिसकी क़समें मेरा रब खाता है
जिसकी क़समें मेरा रब खाता है
कितनी दिलकश मेरे सरकार की सूरत होगी
नात सरकार की पढ़ता हूँ मैं
बस इसी बात से घर में मेरे रहमत होगी
मेरा दामन तो गुनाहों से भरा है अल्ताफ़
एक सहारा है कि मैं उनका हूँ
इसी निस्बत से सारे हश्र शफ़ाअत होगी
नात सरकार की पढ़ता हूँ मैं
बस इसी बात से घर में मेरे रहमत होगी
एक तेरा नाम वसीला है मेरा
रंजो-ग़म में भी इसी नाम से राहत होगी
नात सरकार की पढ़ता हूँ मैं
बस इसी बात से घर में मेरे रहमत होगी
English Lyrics
16pxNaat Sarkar ki parhta hoon main
Bas isi baat se ghar mein mere rehmat hogi
Ik tera naam waseela hai mera
Ranjo gham mein bhi isi naam se rahat hogi
Naat Sarkar ki parhta hoon main
Bas isi baat se ghar mein mere rehmat hogi
Ye suna hai ke bohot gehri andheri hogi
Par qabr ka khauf na rakhna ae dil
Wahan Sarkar ke chehre ki ziarat hogi
Qabr ka khauf na rakhna ae dil
Wahan Sarkar ke chehre ki ziarat hogi
Arey hashr ka din bhi ajab dekhne wala hoga
Zulf lehra ke woh jab aayenge
Phir Qayamat pe bhi khud ek Qayamat hogi
Zulf lehra ke woh jab aayenge
Phir Qayamat pe bhi khud ek Qayamat hogi
Naat Sarkar ki parhta hoon main
Bas isi baat se ghar mein mere rehmat hogi
Unko Mukhtar banaya hai mere Allah ne
Khuld mein bas wahi ja sakta hai
Jisko Hasnain ke Baba ki ijazat hogi
Khuld mein bas wahi ja sakta hai
Jisko Hasnain ke Baba ki ijazat hogi
Ik tera naam waseela hai mera
Ranjo gham mein bhi isi naam se rahat hogi
Kabhi Yaseen, kabhi Tauha, kabhi Walail aaya
Jiski kasmein mera Rab khata hai
Jiski kasmein mera Rab khata hai
Kitni dilkash mere Sarkar ki surat hogi
Naat Sarkar ki parhta hoon main
Bas isi baat se ghar mein mere rehmat hogi
Mera daaman to gunaahon se bhara hai Altaf
Ek sahara hai ke main unka hoon
Isi nisbat se sare hashr shafaat hogi
Naat Sarkar ki parhta hoon main
Bas isi baat se ghar mein mere rehmat hogi
Ik tera naam waseela hai mera
Ranjo gham mein bhi isi naam se rahat hogi
Naat Sarkar ki parhta hoon main
Bas isi baat se ghar mein mere rehmat hogi
Related Naat Sharif
सूनी सूनी डगर उजड़ा उजड़ा चमन
Sooni Sooni Dagar Ujda Ujda Chaman
मुस्तफा जाने रहमत पे लाखों सलाम
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam
तू कुजा मन कुजा
Tu Kuja Man Kuja
फ़ासलों को तकल्लुफ़ है हमसे अगर
Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar
भर दो झोली मेरी या मुहम्मद
Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad